Friday, February 10, 2012

Ninza ka badla

Tere duvar par sanam hazaar baar phool bhejenge,
tere duvar par sanam hazaar baar bhejenge,
Ganti bajayenge aur bhaag jayenge.
(Sponsored by NB)

Mar dala, mar dala…yeah ban gaya sadak chaap ashique aur life ho gayi jhinga la la, jinga la la (Rhythm correct)

Fir ek baar ek massom shaqs ne ishq ki gali se gujarne ki himaat dikayi hai, aur kurbaniyoon pe kurbani yan diye ja raha hai..Kabhi dress ki, kabhi chain ki, kabhi foolon ki, kabhi ek chote se bhaaloo ki...aur na jane kya kuch bali chadhega...

Inspired from this song "Ishq ne mere ye kaisa kaam kar diya, mera ashiqon mein uncha/neecha (Bit confused – Bhojpuri istyle) naam kar diya”, Ninza has dared to venture in the dark lanes of the gift bazzar...

Iss lekh ka shesh bhaag, agle Sukrwar prkashit kiya jayega....

6 comments:

  1. Tamil version required Ispesally for SUDHU(bhojpuri ishtile)

    ReplyDelete
  2. teri aada kya kamal kar gayi,
    dhoti ko phar kar rumaal kar gayi..
    us rumaal se cc ne jukhaam poch liye,
    apne sandal k tak tak se sabka jeena haram kar diya..

    (copy tune from song "Ishq ne mere ye kaisa kaam kar diya..."

    ReplyDelete
  3. eee raaaaaaaam ye kya bakwaas hai

    ReplyDelete
  4. it's "hey raaaam", not "eee raaammm" expression konsa wala pooch?? when gandhi was shoot by nathu..

    ReplyDelete
    Replies
    1. itni historical baatein mt kar sb bor ho jayengy :P

      Delete
    2. lagta h tujhe demo deke samjhana padta h sabkuch, kya hoga tera "hey raaam.."

      Delete